हिंदी मोटिवेशनल शायरी | Motivational shayari images in hindi | हिंदी शायरी Gulzar
बेस्ट हिंदी मोटिवेशनल शायरी Part-2
Hindi inspirational shayari, hindi motivational shayari images
Here is the part 2 of 14 best inspirational shayari images in hindi. Share and Download Free.
[ For better image Quality Tap or click one time on any Image ]
1- Jo na pura ho use armaan kahte hain, jo na badle use imaan kahte hain;
jindagi bhle hi mushkilon me beet jaaye, par jo jhukta nahi use insaan kehte hain.
Motivational-hindi-shayari-1 |
2- Log jalte rahe meri muskan par, maine dard ki apne numaais na ki;
Jab Jahan jo mila, apna liya; Jo na mila, uski khwahiesh na ki.
Motivational-hindi-shayari-2 |
3- Tum yahan dharti pe lakiren khinchte ho, hum vahan aasman dhundhte hain;
Tum banaato ho pinjre pe pinjra, hum apne pankho me udhaan dhundhte hain.
Motivational-hindi-shayari-3 |
4- Jab chlna nahi aata tha, girne nahi dete the log;
Jab se sambhala hai khud ko, kadam kadam par giraane ki sochte hain log.
Motivational-hindi-shayari-4 |
5- Khul kar taarif bhi kiya karo, dil khol kar hans bhi diya karo;
6- Ajeeb julm huve hain duniya me mohbbat par;
Jinhen mili unhen kadar nahi aur, jinhen kadar thi unhen mili nahi.
Motivational-hindi-shayari-6 |
[ For better image Quality Tap or click one time on any Image ]
7- Jo fakiri mizaz rakhte hain, vah thokaron me taaz rakhte hain;
Jinhen kal ki fikr nahi, vo muththi me aaj rakhte hain.
Motivational-hindi-shayari-7 |
8- Raat Subah ka intzaar nahi karti, Khushbu mausam ka intzaar nahi karti;
jo bhi jindagi se mile usko khushi se jiyo, kyunki jindgi wqt ka intzaar nahi karti.
Motivational-hindi-shayari-8 |
9- Haalat ke kadmon pe kalandar nahi girta, toote bhi jo taara to jamin par nahi girta;
Girte hain samndar me badhe shauk se dariya, magar ko samndar kabhi dariya
Motivational-hindi-shayari-9 |
10- Khwahish ye meri nahi ki, tarif har koi kare;
koshish leking hai yahi ki, ko bura bhi na kahe.
Motivational-hindi-shayari-10 |
11- Safar ki had hai vahan tak ke kuch nishaan rahe, chle chlo ke jahaan tak ye aasman rahe;
Ye kya kadam uthaaye aur aa gayi manzil, maza to tab hai ki pairon me kuch thakaan rahe.
Motivational-hindi-shayari-11 |
12- Is duniya me aansu ki keemat vo kya jaane, jo har baat pe aansu bahaate rehte hain;
Ansu ki keemat unse pucho, jo gum me bhi hanste muskuraate rehte hain.
Motivational-hindi-shayari-12 |
13- Na kar tamnna ae dil tu kisi ko paane ki, badi bedard nighaahen hain is jamaane ki;
khud ko bna le kaabil tu ab is kadar, ki rakhen log tamnna sirf tujhe paane ki.
Motivational-hindi-shayari-13 |
14- Mehfil me hnsna mera mizaaz ban gya, tanhaai me rona ek raaz ban gya;
Dil ke dard chehre se jaahir na hone diya, yahi mere jeene ka andaaz ban gya.
Motivational-hindi-shayari-14 |
Also Read- राहत इंदौरी की मशहूर शायरी , Also Read-Famous Mirza Ghalib Shayari
Also Read-14+ best hindi motivational shayari , Also Read-Gulzar Motivational Shayari
< If you like to read motivational & inspirational stories or other self help articles then must follow this page for regular updates & also share your feedback in Comment Section. Read, Lear and Explore.>
https://waytoinspiration.blogspot.com/2021/01/hindi-motivational-shayari-part-2.html
ReplyDeleteशायरी
ReplyDelete